Type to search

H-2k's-harmonicals Hindi Song Lyrics

Meri Maut – Kaante Lyrics

Share

Movie Name : Kaante – 2002
Song Name : Meri Maut
Music : Anand Raj Anand
Singer: Lucky Ali
Lyricist : Dev Kohli

Dil Ki Dhadkan Hai Ya Goliyo Kaa Shor Hai
Fasle Ho Jaye Naa Najdik, Aa Ja Mila Le Dil Jala Le Jindagi Ko
Naa Jane Kabhi Milenge Ye Nasib
Dil Me Toh Chain Nahi, Rain Nahi, Sain Nahi
Yeh Sawal Toh Khayi Jaye
Jina Toh Maut Naa Jane Kab Aayega
Kise Bulake Yeh Kise Le Jayega
Maut, Jine Ke Liye Jaruri Hai Ye
Maut, Kaise Ban Gayi Majburi Hai Ye
Maut, Lamhe Ruk Jate Jab Yeh Aati
Maut, Saanso Ko Baho Me Leke Jati

Jinda Hoke Mar Gaya, Mai Marke Jinda Ho Gaya
Dil Ki Dhadkan Me Yeh Jindagi Kaa Shor Hai
Dil Manate Yeh Shak Hai Abhi
Har Sawal Jawab Kaa Fijul Hai
Yeh Khayal Toh Kar Le Koi
Jina Dusaar Hai, Pyar Hai, Yaar Hai
Mardo Ko Yeh Do Raahe Dikhaye
Jina Toh Jina Hai, Marna Hai Toh Marna Hai
Jis Kaa Wakt Aaya Hai Usiko Chale Jana Hai
Maut, Sirf Raahe Badal Jate Hai
Maut, Naye Daur Khul Jate Hai
Maut, Lena Dena Tab Pata Chalta Hai
Maut, Kamai Kaa Hajara Milta Hai

Bekhabar Hai Sawal Yeh Nishan Hai
Mil Jaye Jo Woh Hai Nasib
Jina Tufani Hai, Baki Sab Bayani Hai
Jhuth Leke Jati Hai Jindagi
Mera Bulava Hai, Ye Jindagi Ka Dava Hai
Mujhe Bulaye Yeh Tujhe Bhi Bulaye, Banke Hawa Muskuraye
Meri Maut, Teri Maut, Isaki Usaki Sab Ki Bas
Maut, Jine Ke Liye Jaruri Hai Ye
Maut, Kaise Ban Gayi Majburi Hai Ye
Maut, Lamhe Ruk Jate Jab Ye Aati
Maut, Saanso Ko Baho Me Leke Jati

Maut, Sirf Raahe Badal Jate Hai
Maut, Naye Daur Khul Jate Hai
Maut, Lena Dena Tab Pata Chalta Hai
Maut, Kamai Kaa Hajara Milta Hai
Maut

Tags:
error: Content is protected !!