Type to search

H-2k's-harmonicals Hindi Song Lyrics

Kyon Ki Itna Pyar Part 1 – Kyon Ki Lyrics

Share

Movie Name : Kyon Ki – 2005
Song Name : Kyon Ki Itna Pyar Tumko Part 1
Music : Himesh Reshammiya
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist : Sameer

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Hamare Dil Ki Tum Thodi Si Kadar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Tune O Jana Deewana Kiya Hain
Deewana Kiya Iss Kadar, Deewana Kiya Iss Kadar
Chahat Me Teri Bhulaya Jahan Ko
Na Dil Ko Kisiki Khabar, Na Dil Ko Kisiki Khabar
Rago Me Mohabbat Ka Ehsas Jara Bhar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodi Si Fikar Kar Lo,
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Tumse Hain Saanse Tumse Hain Dhadkan
Tumhi Se Hain Deewangi, Tumhi Se Hain Deewangi
Rab Ne Hame Di Hain Jane Tamanna
Tumhare Liye Jindagi, Tumhare Liye Jindagi
Vada Sang Jine Ka Tum Jane Jigar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo, Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Kya Jan Loge
Kya Jan Loge Kya Jan Loge
Hamari Sanam

Tags:
error: Content is protected !!